Backlinks kya hai aur Blog ke liye Backlinks kaise Banaye in sab baato
ke bare me logo ko jayda jankari nahi hai. Isliye aaj me yaha me inhi sab
baato ke bare me batauga.Aajkal ek din me lakho new blog bante hai par seo ka
gyan na hone ke kaaran wo kuch hi samay me blog ko band kar deta hai.Har ek
blog ko Organic traffic pane ke liye apne site ke backlinks ko badhana padhta
hai iske liye kai sare tarike hote hai jo mai apko yaha batauga jo bloggers ke
liye kafi helpful hai.
Ap sab ne Seo ke bare me to suna hi hoga to ye bhi pata hi hoga ki seo bhi
do tarah ke hote hai On page seo aur Off page seo.Ye dono methods se aap
apne blog ka traffic badha sakte hai.Yaha is baat ka dhyan rakhe ki
backlinks banate samay kisi bhi fake wesbite ka istemal na kare isse aap
keval low quality backlinks hi create kar payege. Main apko aaj jo tarike
batauga usse aap Hiqh quality backlinks bana sakte hai aur website ki rank
me sudhar kar sakte hai.
इसे भी देखे:
फेसबुक से पैसे कैसे कमाए
Blog Ke Liye Backlinks Kya Hai aur Kaise Banaye
Ab tak aap backlinks ki importance ko samjh hi gaye hoge par backlinks kya
hai iske bare me bhi pata hona chaiye.Aaiye aasan sabdo me samajhte hai
"Kisi dusre ki website se visitors kisi link ke jariye agar apki website
par aaye to wo apka link backlink keh layega" aur acche se batau to kisi dusre ki website ke webpage ke link se apki
site pe agar visitors aa rahe hai to wo site apki site ka backlink build kar
rahi hai.
Backlinks do tarah ke hote hai-
Backlinks do tarah ke hote hai-
Do-Follow Backlink:-
Ye link ap jyada tar apne blog post ke
ek article se durse article ko
link karne me karte hai.Isme sabse acci baat ye
hai ki do-follow backlinks ko google
index karta hai aur site ki search engine me ranking
improve karne me
help karta hai.Isme googlebotes aise link ko
read karta hai.
No-Follow Backlink:-
Isme google kisi bhi tarah ki linking ko index nahi karta hai.Aap iska
istemal tab kar sakte hai jab aap kisi dusri site ka link apne blog ya
webpage me de rahe ho.Aisa karne se aapki site ka link us site tak nahi
jayega.Isme googlebotes aise links ko ignore kar unfollow kar deta hai.
Sab kuch to kar diya lekin backlink kaise banaye ye sabhi naye
bloggers ke liye bahut badi problem hai to mai ye bata du ki backlinks
banate samay dhayan rakhe hi blog ka traffic badhane ke liye quality
backlink ka hone bahut jaruri hai.Sabse acchi baat ye hai ki backlinks
create karne ki koi limit nahi hai aur ye free of cost hai.Bas in baato ka
dhyan rakhe ki backlinks banate samay sahi aur sahi website ka chunav kare
wo quality backlinks create karne me help karege.Aaiye aur jante hai
backlinks aur kasie badhaye-
Seo Based Content Likhe
Hamesha content likhte samay ye dhayan rakhe ki content apka khud ka ho matlab copy na kia ho.Agar ap apne blog me seo based content likhte hai to visitor apke article ko dhyan se padhege aur wo usme ruchi bhi dikhayege jisse apki google me ranking sudhregi.Comment Jarur Kare
Agar apka khud ka blog hai to apko dusro ke blog par comment karna abhi se karna shuru kar dena chaiye sath hi comment me apni site or blog ka url likhna na bhule isse visitor apke comment ke through apke blog pe visit karege aur apke apne aap backlinks badhte jayege.Guest Blogging Kare
Kafi saare log Guest Blogging ke bare me nahi jante hai iska matlab hota hai ki "kisi dusre ke blog pe apne article ko publish karna" isme apko aap apne likhe article ko kisi dusre ke blog pe publish karwate hai.Aisa karne se wo apke article ke badle me usi article ya kisi webpage me apki site ki backlinks de sakta hai.Guest blogging karte samay High qaulity content aur popular blog ke chunaav kare.Social Medial Par Share Kare
Social media ke bare me to sab jante hai lekin kabhi apne iska use backlinks banane ke liye kia hai.Agar nahi kia hai karna suru kar de, apne article ko Social Media Sites par submit kare isse apko referral traffic hi milega sath hi apke blog ke backlinks bhi majboot ho jayege.इसे जरुर पढ़े: एफिलिएट मार्किट से पैसे कैसे कमाए
Directory Submit Kare
High-quality backlinks banane ke sabse accha tarika hai directory submission. Isme apko apki site ki directory submits karni hai.Kuch free directory submit karne wali site ke name hai -- hbnu.org
- loadspy.com
- www.ykh8.com
- thinkfla.com
- master.org.in
- zebralinks.com
- www.cirdra.com
- textmodern.com
- addyourlink.net
- link-minded.com
Facebook Promotion
Isme apko apni site ka ek facebook page banana hoga aur usme aap jo bhi blog ke article hai unke link ko apne fb page me submit karna hota hai.Isse visitor to milte hai sath hi backlinks bhi bante hai.Share on Google Plus
Sharing me Google plus best hai ye direct apko blog se attach ho jata hai aur blog se link hone ke baad aap direct article ko share kar sakte hai.Google bhi isko link ko jaldi index karta hai. Haalnki yah feature google ne sabhi blog se hata diya hain lekin aap any platform par apni post share kar sakte hain.आपको ये पोस्ट कैसी लगी जरुर बताइएगा | वैसे मैंने यहाँ पर ब्लॉग के लिए बैकलिंक्स बनाने के के कई सारे तरीको को हिंदी में आपको बता दिया है फिर भी अगर आपको कोई दूसरा तरीका पता हो तो कमेंट बॉक्स में जरुर लिखिएगा
Nice to read your article! I am looking forward to sharing your adventures and experiences. buy quality backlinks cheap
ReplyDeletecdddzx
ReplyDeleteYour content is very simple and understandable...And I am giving free dofollow backlinks from my website please check...
ReplyDeleteI continuously continue coming to your website once more simply in case you have posted new contents.
ReplyDeleteƒσя ƒαη¢у αη∂ αмαzιηg ¢σσℓ тєχт ρℓєαѕє νιѕιт: https://www.viptextgenerator.com
ReplyDeletewebsite
ReplyDeletewebsite check
ReplyDeleteNice post sir
ReplyDeleteयह लेख इतना अच्छा था कि मैंने एक भी शब्द नहीं छोड़ा, और मैं यह नहीं बता सकता था कि इसे पढ़ते हुए कितना समय बीत गया। मैं आपके लेख दैनिक आधार पर पढ़ता हूं और जब मुझे वे दिलचस्प लगते हैं तो शेयर करते हैं।
ReplyDeleteआपसे प्रेरित होकर मैंने 2021 में क्वालिटी बैकलिंक कैसे बनाये पर आर्टिकल लिखा है। सर, आप हमेशा हमारे लिए लेख लिखने में सहायक होते हैं, और यह भी हमारी जिम्मेदारी है कि आप अपने लेख को अधिक से अधिक शेयर करें। अविश्वसनीय रूप से बहुत बहुत धन्यवाद।
https://tech-pro-tips.blogspot.com/
ReplyDeleteBay ap muje backlink do me ap ko backlink dunga
ReplyDeleteBay ap muje backlink do me ap ko backlink dunga
ReplyDeletesir aap ne backlink ki jankari jo di hai yo bahut hi achi hai aur sir aap ka blog mughe bahut ache se samagh aata hai es liye mai aap ke sabhi post ko ache se padhta hu aur apne social media accounts se share krta hu mai bhi yek blog likha hu comment me backlink kaise banaye puri jankari hindi me diya hu
ReplyDeleteaapne bahut achhi jankari di mere jaise naye blogger ke liye
ReplyDeleteaise hi jaankari dete rhe
bohat hi achi post ki hai ap ne https://www.attractivequotes.xyz/
ReplyDeleteApne is post me aapne bahut hi achchi jankari bataya hai…
ReplyDeleteMera bhi ek blog www.finoin.com hai jisme share market and mutual funds ke bare me jankari diya jata hai…
Aap ek backlink degen…
Thanks…
Informative article
ReplyDeletehttps://ilmswap.com
बेकलिंक बनाने की प्रक्रिया बहुत अच्छी लगी. loan
ReplyDeleteBohot assa post he re maja aya https://getfreeprotips.blogspot.com/
ReplyDeleteVery good post - https://samrat47.blogspot.com/
ReplyDelete