Namaskar Dosto, Apne abhi tak google ke bare me kafi kuch suna hoga aur kai
bar usme kai cheejo ke bare me search bhi kiya hoga. Lekin kya apko ye pata
hai ki aap ghar baithe google se paise kama sakte hai.
Apko jankar hairani hogi kai log google se daily Rs 500 se adhik kama rahe ho
wo bhi bahut kam mehnat me.
Google search engine hone ke sath kai online services provide karta hai jiska
ap daily use karte hai jaise Play store, Adsense, Adwords, Google drive aur
kai sari services hai jiske bare me apko pata nahi hai.
Chaliye aaiye chalte hai paise kamane ke tariko par. Agar aap kam mehnat kiye Online pase kamana chahte hai to app Google ke Adsense, Blogger, Youtube aur yaha tak ap Mobile, Computer aur Laptop ki help se paise kama sakte hai.
Chaliye aaiye chalte hai paise kamane ke tariko par. Agar aap kam mehnat kiye Online pase kamana chahte hai to app Google ke Adsense, Blogger, Youtube aur yaha tak ap Mobile, Computer aur Laptop ki help se paise kama sakte hai.
Apke mann me ye sawal jarur aa raha hoga ki Google se paise kaise kamaye aur
blogger se pase kaise kamaye to dosto mai apko bata du, ki mai bhi ghar baithe
pase kama rha hu google ki kai sari services ka use karke. Jisme mai blooger
ki help se paise kama raha hu. Isiliye jo mai Hindi me Jankari de raha hu wo
ekdam 100% kaam kar rahi hai aur ap is trick ki help se kam samay me internet
se paise kama sakte hai. Sabse acchi baat isme ye hai ki bina ek rupay kharcha
kiye ap apne net ki sahayata se ghar baithe mahie bhar me lac rupay kama sakte
hai.
Google Blog se Paise Kaise Kamaye in Hindi Turtorial
Dosto Online market kafi bada hai phir aap kuch tariko se online pase kama
sakte hai. Aaiye un tariko ko jante hai -
- Sabse pahle apko ek Gmail Id banani hogi
- Uske baad Blogger.com khole
- Uske baad ek badhiya si Post banaye
- Usko Publish karke Webmaster me fetch kar de
How to Make A Blog in Blogger
Dosto agar aapne jald hi blogging suru ki hai to aap ke samne sabse badi
samasya yahi hogi ki blooger pe apna
blog kase banaye
to aaiye jante hai hindi me-
- Sabse apko www.blogger.com visit karna hoga.
- Usme apni gmail id se login kare.
- Continue to blogger par click kare.
- Ab apna naya blog create kare.
- Title me apne blog ka Title dale.(Jis Topic pe Website bana rahe h uska naam)
- Uske baad Address me blog ka naame likhe.
- Example - newsite.blogger.com
- Ab apka blog taiyaar hai ab Post pe jaye aur Create New post pe click karke blog ka title aur uske bare me kam se kam 500 words likh kar post publish kar de.
Blog Post Kaise Banaye?
Agar ap naye blogger hai to ap ko post banane me kai dikkat ho sakti hai
iske liye apko kuch bato ka dhyan rakhna bahut jaruri hai jaise-
- Keywords
- Content (Yani likha jane wala matter)
- Blog Headings (H1, H2, H3)
- Image attribution
Dosto apko blog post banate samay Keyword ka dhyan rakhna hoga iske liye
aap
Keyword Planner ka istemal kar sakte hai. Jab apko keyword mil jaye to usko apne post ki
Parmalink aur Headings me use jarur kare aur dhyan rakhe ki post me
content kam se kam 1000 word ka hona chaiye isse post ki jyada search hone
ki possibility badh jati hai. Aur ha Post me Image ka use karna na bhule
aur wo bhi content se match ki image honi chaiye aur image ki properties
me image ka naam likhna na bhule.
How to Earn Money From Google Blogger?
Blogger ek google ki free internet service hai jisme koi bhi internet abhi
online website run kar sakta wo bhi free me. Aap jab isme koi post karte hai
aur wo search engine rank karne lagti hai to apka site ka traffic badh
jayega iske baad apko ye kaam karna hoga
- Create an Account in Google Adsense
- Complete Account Verification Process
- Add place in Blog Posts
Dosto
Blog se Paise kaise kamaye
iske lie Apko yaha dhyan dena hoga jab ap Adsense me account banayege to
apko apna Name, Mobile number, Email Id aur Account number bharna hoga.
Iske baad account verification me thoda time lagega (Shyad one month or
more) iske baad ap apnde adsense account se Add copy karke apni website pe
paste kar sakte hai. Phir jab koi apki website visit karega aur agar wo
add pe click karega to apko per click pe kuch dollar $ milege aur wo month
ke last tak add hote rahege aur end me wo apko Rupees me convert hoke apke
account me automatically credit ho jayege.
Trick - Agar apke pass Adsense ka account nahi hai to ap kisi
aur ke adesense account se adds le kar website me laga sakte hai.
Youtube Se Paise Kamaye
Niche diye steps ko follow kare aur jane
Youtube se paise kaise kamaye
- Youtube se paise kamana kafi assan hai mainly ye apke interest pe nirbhar hai.
- Apko iske liye Youtube me account banana hoga.
- Ab app ek badhia video banaiye wo bhi kisi bhi topic pe.
- Ye video ap Mobile aur Camera se bana sakte hai aur Computer ya laptop se edit karke aur badhia bana sakte hai.
- Iske baad video ko Youtube pe Upload kare.
- Aap Video ko puplar karne ke liye Social site pe share kar sakte hai jaise - Facebook, Whatsapp, Twitter, Instagram.
- Ab apne Youtube account ko Adsense account se link kare.
- Ab jab apki video koi dekhega aur uspe chale wale add pe agar click karega to per click pe apko paise milte rahege.
- Ye sabse asaan tarikha hai youtube se paise kamane ka.
Final Words:
Dosto apko ye post kasi lagi jarur bataiye aur jo log bhi online paise
kamana chahte hai to un logo ko ye article jarur pasand aayega aur agar kuch
problem hoti hai in tariko ko implement karne me please comment me jarur
likhe hame apki help karne me khushi hogi.
Free fire me recharge kaise kare
ReplyDeleteRecharge
ReplyDeletePlisse ridime cord gife me
ReplyDeleteAltamash
ReplyDelete