Dosto aapka swagat hain thehindiresult me, aaj mai apko hindi me jaankari
dunga ki bloggers kaise apkne blog ka font change kar sakte hain. Aajkal har
koi apne blogger banna chahta hain lekin use ye nahi pata ki ek successful
blogger banane ke liye bahut mehnat karni padti hain isliye ye article un logo
ki kaafi help karega jinko blog font change karne sambandhi dikkato ka saamana
karna padta hain.
Aap soch rahe hoge ki font change karne se kya hoga to mai apko bata doo ki aapki site chahe wordpress pe ho ya blogger pe, font attractive hona bahut jaroori hain kyuki isse user apke content ki taraf khiche aayege Jisse aapke blog ka traffic bhi badhne lagega.

Join Our TELEGRAM Channel to get the latest offers cashback deals |
Aap soch rahe hoge ki font change karne se kya hoga to mai apko bata doo ki aapki site chahe wordpress pe ho ya blogger pe, font attractive hona bahut jaroori hain kyuki isse user apke content ki taraf khiche aayege Jisse aapke blog ka traffic bhi badhne lagega.
Font Change Kyu Kare
Blog ke baare me bahut si aisi baatein hain jo hame nahi pata hain. Blogger apne blog me visitor badhane ke liye kya nahi karte hain kabhi theme change, color change, logo change. Isliye font ko badalna bhi bahut jaroori hain kyuki font accha hone se jo bhi viewer aapke blog post pe aayega wo use dhyan se ek najar jaroor dekhega aise me apka content bhi accha hona bahut jaroori hain.Bloggers Blog Ka Font Change Kaise Kare
Agar aapke pass khud ka ek blog hain to aap neeche bataye gaye steps se
use badal sakte hain.
Step 1: Sign In Blogger Account.
Isme aapko
blogger.com
pe jaake apni gmail id aur password daalkar Sign in karna hain.
Step 2: Select Theme Option
Sign in karne ke baad apke left side me 'Theme' option dikhai
dega jis par aapko click karna hain.

Step 3: Select Customize Button
Iske baad aapko right side Customize button dikhai dega jispar
aapko click karna hain. Jaise Screenshot me dikhaya gaya hain.

Step 3: Go to Advanced > Page Text
Uske baad aapkko Advanced tab pe click karke pehla option
Page Text ko select karna hain.

Step 4: Select Blogger Font
Ab aap jo bhi chahe wo font ko select kar sakte hain, apply karne ke baad ye
font aapke blog me live ho jaayege.

Step 5: Change Font Color
Iske baad chahe to aap theme, Background, Buttons, Border aur Text me se
kisi ka color apni icchanusaar change kar sakte hain.

Step 6: Apply It
Aakhir me aapko Apply to Blog button par click karna hain, iske
baad aap dekhege ki aapke blog pe dikh rahe font me kaafi badlaav aaye
hain.
main aasha karta hu upar bataye gaye tariko se apne blog font ko change kar
sakte hain. Agar iske baad bhi pareshani hoti hain to aap theme settings me
jake font ko change kar sakte hain.
Ye baat bhi dhyan rakhe ki sabhi themes me alag option milege isliye theme ka chunav dekh samajh kar kare jisse aapko theme edit karne me suvidha rahe.
Ye baat bhi dhyan rakhe ki sabhi themes me alag option milege isliye theme ka chunav dekh samajh kar kare jisse aapko theme edit karne me suvidha rahe.
No comments